Aaj k blog mein dosto mein apko btaunga ki ap kam budget k sath ek acha fashion kaise kr skte hai. Agr ap branded kapde pehne k skoin hai or apke pass un high price k kapdo ko purchase krne k liye paise nhi hai. To ye blog sirf apke liye hi hai. Main apko btaane ja rha hu kuch aisi tips k baare mein I hope ki apko psnd aayegi.
* Ap ye formula har ek fashion mein use kr
skte hai. Ap chahe lady's ho ya phr jent's ap
format ko har fashion mein use krke apne
fashion ko or bhi behtr bna skenge. Ap ek
sabse badi galti krte hai apko jo branded dress
psnd aati hai. Ap USSe purchase krne k liye
apni savings ko waste kr dete hai. Ye apki
sabse badi galti hai. Apko aisa bilkul nhi krna
hai. Main apko btata kuch best fashion tips ko
apke budget k under main ho.
! Best fashion tips for under your budget
* Apko branded kapde na purchase krke ek
unke jaise dikhne waale lookalike kapde
purchase krne hai. Jaise ap kisi maul ya kisi
badi shop main jaker acha ya branded kapdo ko dekho ache se dekho yr dekhne k pasie
thodi large hai. Or but der dekhne k baad agr
apko koi brand psnd aata h to apko us kapde
ko or kapde ka design. Sab kuch ekdam
perfect trike se dekhna hai. Uske baad ap shop
se apne ghr aa jaiye.
Ab apko ye sochna hai ki ap uske jaisa dress
kha se bnva skta hai. Or jo bhi apke mind
aa rha ho uske paas jaker ap use us dress ka
design btaiye or vo aadmi apka vhi 20 se 30
thousands waala kaam 4 ya 5 thousand main
kr dega. Agr ap lady's hai or apko koi suit ya
dress psnd aa gyi hai. Or ap uske upr utna
cost nhi lgaana chahti to ap ye format use kr skti hai. Agr apko koi tailor mil jaata hai to bht
achi baat hai. Or agr nhi bhi milta to ap kisi choti shop waale shopkeeper se aisi dress bht
hi kam cost main mangva skti hai.
Isse apke apke bht se paise bach jaate hai. Or ap bache hue paiso se apni savings kr skti ha
sakte hai. Or monthly jo apki savings hoti us
amount se kuch amount ap invest krke apni
savings ko or bhi bda skti hai. Dosto ap sabse
badi galti ye krte ho ki ap aisi dress ko
purchase krte ho. Jo but hi Lambe time tak chle
Are yr ek hi dress ko ap kitni baar daal loge. Aur age vo jaldi nhi phtegi to ap new bhi nhi khrid skte hai. Isliye main to apko hi suggest
krunga ki ap is format ko use kre or apne paiso
ko bhi bachaaye.
* Is format ko use krne se bht se profit honge.
jaise ap jaldi apni dress new dress purchase
kr paaoge or agr apke pass old dress nhi
hongi to koi kuch bolega bhi nhi.
* Ab aati hai baari 2usre profit ki is format ko
use krke ap apni savings bacha sakte jo.
Suppose kijiye ki apko ghr vaalo se 2000 thous.
mile hai. Or apne shopping kr li 1000thous.
ki to apke pass 1000 thousands to save hi hai.
* To apne new dress bhi purchase kr li savings
bhi kr li. To apke pass jo 1000 rupee jo savings
hai. Ap unme se agr 500 bhi har baar jab bhi
ap shopping krti ha ya krte hai. 500 invest
krte hai to ap apni savings ko kai × bda skte hai.
Suppose kijiye ki apne ek saal main normaly
char baar shopping ki only kapdo ki. Or ap har
baar 1000 rupee bachaate hai. 500 gye apki savings mein or 500 apne kr diye invest. Saal mein chaar baar shooping ki 500 ×4 = 2000 ho
gye. Or apko in 2000 pr saal ka intrest milega. or
apnke jo 500 hai vo to apke savings account main save hai. To apne normally trike se bina kuch liye sirf kapdo se 8 se 10 thousand rupee kmaa lite.
Or dosto thoda sa sochiye age ap isi format ko
har chiz ki shooping krte waqt use krte hai to ap kitne pasie kmaa skte hai bina kuch kiye or apke fashion look bhi bht achi bi rhegi. Or agr apko invest krna nhi aata to ap Money bhai app playstore se free download kr skte hai. Isme apko I crore rupee milenge aaaffffff jayda khus mt hoiye vo real nhi hoga sirf invest krne k liye. jise al invest sikh ske sab kuch honga company hongi shares honge or jo current mein shares k rate hai vhi usme honge apko bs yhi Sikhna hai ki ap us 1 crore ka 0 bnaaate hai ya ise double krte hai.
So guys I hope ki apko hmaare blog psnd aaya hoga or agr apko hmaari kuch galtiya dikhti hai to ap niche comment kr skte hai. jise ki hme pta chle ki hm kya galtiya krte hai. Or sage hm un galtiyo ko repat na krke apne blog ki apke liye or behtr blog bna ske.
0 Comments